The Islamic kalam “Unki Chokhat Ho To Kasa Bhi Para Sajta Hai” shows the precious love of the poet to our beloved Prophet Hazrat Muhammad Mustafa ﷺ Khatam an Nabiyeen. The following lyrics are the updated and improved version of the Naat, especially the 4th verse of the kalam.
Unki Chokhat Ho To – Lyrics in Urdu Language
اُن کی چوکھٹ ہو تو کاسہ بھی پڑا سجتا ہے
در بڑا ہو تو سوالی بھی کھڑا سجتا ہے
ﷺ
تاجِ شاہی کے مقدر میں کہاں زیبائی
جس قدر اُن کی غلامی کی کڑا سجتا ہے
ﷺ
یہ غلامی کہیں کم تر نہیں ہونے دیتی
اُن کا منگتا ہو تو شاہوں میں کھڑا سجتا ہے
ﷺ
نام آقا کا جب آئے تو لازم ہے دُرود
عشق گر اُن سےہو تو سر پہ چڑھا سجتا ہے
ﷺ
سرور دیں کے مصلے کو خدا جانتاہے
آگے اصحاب کے صدیق کھڑا سجتا ہے
ﷺ
کان میں حر کے مقدر نے یہ سرگوشی کی
ہو نگینہ توانگوٹھی میں جڑا سجتا ہے
ﷺ
مولا شبر سے خدا جانے سخی مہدی تک
گلشن زہرہ کا ہر پھول بڑا سجتا ہے
ﷺ
دیکھ کر بولے یہ صدیق و عمر طیبہ میں
دوشِ سرکار ﷺ پہ شبیر چڑھا سجتا ہے
ﷺ
مجھ سے کہتے ہیں یہی اہل محبت سرور
نعت کا نغمہ تیرے لب پہ بڑا سجتا ہے
ﷺ ﷺ ﷺ
Unki Chokhat Ho To – Lyrics in Roman Urdu
Unki Chokhat Ho To Kasa Bhi Para Sajta Hai
Dar Bara Ho To Sawali Bhi Khara Sajta Hai
ﷺ
Taaj-e-Shahi Ke Muqadar Main Kahan Zaibai
Jis Qadar Unki Ghulami Ka Kara Sajta Hai
ﷺ
Yeh Ghulami Kaheen Kam Tar Nahi Hone Deti
Un Ka Mangta Ho To Shahon Main Khara Sajta Hai
ﷺ
Naam AAQA Ka Jab Aye To Laazim Hai Durood
Ishq Gar Unse Ho To Sar Pe Charha Sajta Hai
ﷺ
Sarwar-e-Deen Ke Musallay Pe Khuda Janta Hai
Agay Ashab Ke Siddique Khara Sajta Hai
ﷺ
Kan Main Hur Ke Muqadar Ne Yeh Sargoshi Ki
Ho Nagina To Anguthi Main Jara Sajta Hai
ﷺ
Moula Shabbar Se Khuda Janay Sakhi Mehdi Tak
Gulshan e Zahra Ka Har Phool Bara Sajta Hai
ﷺ
Dekh Kar Bolay Yeh Siddque-o-Umar Taiba Main
Dosh e Sarkar Pe Shabbir Charha Sajta Hai
ﷺ
Mujhse Kehtay Hain Yehi Ehl e Mohabbat Sarwar
Naat Ka Naghma Tere Lab Pe Bara Sajta Hai
ﷺ ﷺ ﷺ